• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Naza Mein Gar Meri Baalin Pe Tu Aaya Hota

Naza Mein Gar Meri Baalin Pe Tu Aaya Hota

meer-mustahsan-khaleeq

nazaa men gar miri balin pe tu aaya hota

is tarah ashk main ankhon men na laaya hota

mere khurshid na hota ye mira roz-e-siyah

tu ne gar zulf men mukhda na chhupaya hota

bagh-e-jannat men bhi kya khuub guzarti meri

vaan bhi sar par jo tiri zulf ka saaya hota

naseha chak-e-gareban ke silane se husul

chaak ankhon ka miri tu ne silaya hota

phuul padta na ‘khaliq’ atish-e-gul se us par

ashiyan ham ne tuk uncha jo banaya hota

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Aalam Jiwan Khel-Tamasha Danai Nadani Hai

khwaja-meer-dard

Un Ne Kiya Tha Yaad Mujhe Bhul Kar Kahin

qateel-shifai

dard-E-Mushtarak

Sufi

dosto Tumne Ajab Ye Ehtimam-e-Gham Kiya

Sahra Mein Koi Saya-E-Diwar to Dekho

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet