• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Naya Suraj Naya Dariya Nai Kashti Banate Hain

Naya Suraj Naya Dariya Nai Kashti Banate Hain

naya suraj naya dariya na.i kashti banate hain

na.i tasvir men duniya zara maili banate hain

zara sa cute kar dete hain andeshon ke bhuton ko

magar ummid ki pariyan zara ugly banate hain

mukammal soch lete hain chalo is baar phir tujh ko

chalo is baar bhi surat tiri aadhi banate hain

yaqini baat hai batin ki tariki na kam hogi

tasalli ke liye zahir ko nurani banate hain

jahan ḳhvabon ka kambal oḌh kar soti hain avazen

vahin raton men kuchh divane ḳhamoshi banate hain

vo kankar phenkte hain jhiil men kya soch kar ‘sabir’

fana karte hain ḳhud ko ya ki la-sani banate hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Badli Hui Dildar Nazar Dekh Rahe Hain

Ek Hum Hi Nahin Taqdir Ke Mare Sahab

abdullah-kamal

Lafzon Mein Ek Nae Safar Ka Karta Hai Aaghaz Badan

poet

Mera Dayar Shanasa-E-Rang-O-Nur Nahin

Teri Rah Mein Rakh Kar Apni Sham Ki aahaT

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet