• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Nashat-E-Sahra-Nawardi Ka Haal Bolta Hai

Nashat-E-Sahra-Nawardi Ka Haal Bolta Hai

nashat-e-sahra-navardi ka haal bolta hai

hamara shauq hamin ko niDhal bolta hai

uruj-e-dilbari hasrat se dekhne vaale

vo sun jo silsila-e-pa.emal bolta hai

ye kya sitam hai ki ab us ka samna hoga

jo lab hila.e bina bhi kamal bolta hai

bhanvar ko ek kinara samajh raha huun main

kisi ke hone ka kya ehtimal bolta hai

zamane bhar ko main dil se nikal deta huun

zamana jab tujhe dil se nikal bolta hai

haqiqi ankhon se dekha gaya hai ye manzar

mire sukut se tera ḳhayal bolta hai

abhi na dekhenge ham aane vaale kal ki taraf

abhi to guzre zamanon ka haal bolta hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Subut Apni Mohabbat Ka Use Dena Zaruri Tha

ahmad-javed

Be-Zari Ki Aakhiri Saat

poet

Jo Nazar Kiya Main Sifat Mein Hua Mujh Pe Kab Ye Ayan Nahin

Parai Nind Mein Sone Ka Tajraba Kar Ke

Paiwand-E-Nau Zamin Ki Rida Se Laga Diya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet