• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Narm Phulon Se Kabhi Khaar Se Lag Jate Hain

Narm Phulon Se Kabhi Khaar Se Lag Jate Hain

narm phulon se kabhi ḳhaar se lag jaate hain

ham vo jugnu hain jo divar se lag jaate hain

do yatimon ki mohabbat hai ye jo uḌte hue

ḳhushk patte mire ruḳhsar se lag jaate hain

itni hamdardi se mat dekh miri ankhon men

kuchh maraz dida-e-bimar se lag jaate hain

jab tasavvur ke ḳharabe men tu aa jaata hai

andar andar ka.i bazar se lag jaate hain

roz rona hai jinhen shana kahan tak DhunDhe

ham to rote hue divar se lag jaate hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ye Chand Log Hamare Hain Sab Hamare Nahin

poet

Ishq Se Bach Ke Kidhar Jaenge Hum

bigDi Hui Qismat Ko Badalte Nahin Dekha

wali-mohammad-wali

Fida-E-dilbar-E-Rangin-Ada Hun

poet

Aab-O-Hawa to Aa Na Saki iKHtiyar Mein

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet