• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Ek Aurat Ki Hansi

Ek Aurat Ki Hansi

fahmida-riaz

pathrile kohsar ke gaate chashmon men

guunj rahi hai ek aurat ki narm hansi

daulat taqat aur shohrat sab kuchh bhi nahin

us ke badan men chhupi hai us ki azadi

duniya ke maabad ke nae but kuchh kar len

sun nahin sakte us ki lazzat ki siski

is bazar men go har maal bikau hai

koi kharid ke laae zara taskin us ki

ik sarshari jis se vo hi vaqif hai

chahe bhi to us ko bech nahin sakti

vaadi ki avara havao aa jaao

aao aur us ke chehre par bose do

apne lambe lambe baal udati jaae

hava ki beti saath hava ke gaati jaae

the laughter of a woman

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

khwaja-meer-dard

dil Mera Phir dukha diya Kin Ne

poet

Jo Kuchh Ki Tu Ne Sar Pe Mere dilruba Kiya

ishrat-afreen

Aag Pani Mein Farozan dekho

shad-azimabadi

Le Ke Khud Pir-E-Mughan Hath Mein Mina Aaya

honTon Pe Uske Jumbish-E-Inkar Bhi Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet