• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Nang Nahin Mujhko Tadapne Se Sambhal Jaane Ka

Nang Nahin Mujhko Tadapne Se Sambhal Jaane Ka

poet

nang nahin mujh ko tadapne se sambhal jaane ka

dar hai is khanjar-e-mizhgan ke phisal jaane ka

nabz-e-zanjir ke hilne se chhute hai ashiq

bul-havas kahve hua shauq nikal jaane ka

garche vo rashk-e-chaman mujh se hai baghi lekin

atish-e-gul se hai khauf us ke kumahl jaane ka

talkh lagta hai use shahr ki basti ka svaad

zauq hai jis ko bayaban ke nikal jaane ka

juun saba khanqahon men jo kabhu jaata huun

qasd hai ghuncha amamon ke kuchal jaane ka

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Is Bazm-E-Tasawwur Mein Bas Yar Ki Baaten Hain

Waqt-E-Safar Jo Sath Chale The

Dil Ka Bura Nahin Magar shaKHs Ajib Dhab Ka Hai

Waqf Kar Ke Zindagi Ki Saaten Tere Liye

Sawal-E-Wasl Pe Uzr-E-Visal Kar baiThe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet