Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
poet

Nale Mein Kabhi Asar Na Aaya

  • Ghazal
  • Classic Poet
  • Poet: Bekhud Badayuni
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

naale men kabhi asar na aaya

is nakhl men kuchh samar na aaya

allah-ri meri be-qarari

chain un ko bhi raat bhar na aaya

kahta huun ki aa hi jaega sabr

ye fikr bhi hai agar na aaya

ghaflat ke pade hue the parde

vo paas raha nazar na aaya

ankhon se hua jo koi ojhal

‘bekhud’ mujhe kuchh nazar na aaya

More Poems

Kai din Ho Gae Ya-Rab Nahin dekha Hai Yar Apna

Fan

Zindagi Ki Yahi Kahani Hai

Hum Hi Tanha Na Teri Chashm Ke Bimar Hue

Pahuncha Hai Uske Pas Ye Aaina Tut Ke

Jalwa Ayan Hai Qudrat-E-Parwardigar Ka

Hain Ahl-e-Chaman Hairan Ye Kaisi Bahaar Aai

Kitne Hi Ped Khauf-e-Khizan Se Ujad Gae

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.