• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Naghme taDap Rahe Hain Dil-E-Be-Qarar Mein

Naghme taDap Rahe Hain Dil-E-Be-Qarar Mein

naghme taḌap rahe hain dil-e-be-qarar men

ankhen baras rahi hain gham-e-intizar men

fitrat udaas si hai ghaTa.en hain sogvar

ik gham-nasib husn hai abr-e-bahar men

hai zarra zarra shauq-e-sama.at se be-qarar

tum gunguna rahe ho kisi abshar men

savan ki rut bahar ka mausam andheri raat

rim-jhim ke giit guunj rahe hain phuvar men

sapnon men ho gaya hai savera kahin mujhe

baiTha hua huun jaise kisi lala-zar men

aisa laga ki saath hi gaate hain abshar

kya mohni si lai hai tumhare sitar men

kyuun aaj sar jhuka.e hue ro rahe ho tum

bikhre hue hain baal gham-o-intishar men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Zamin Pe Maktab-E-Adam Ka Ek Nisab Hai Ishq

Sham Dhale Us Bazm-E-Tarab Mein Mera Jaana KHub Hua

Socho to Kuchh Na Samjho Samjho to Kuchh Na Bolo

fahmida-riaz

Chaar-Su Hai Badi Wahshat Ka Saman

Shiddat-E-Nafrat Ho Dil Mein Aur Amal Nafrin-Tar

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet