• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Chori Chori Aankh Ladte Mein dikha dun To Sahi

Chori Chori Aankh Ladte Mein dikha dun To Sahi

poet

chori chori aankh ladte men dikha duun to sahi

khans kar khankhar kar us ko jata duun to sahi

mil to dekhe ghair se kis tarah milta hai vo shokh

vo jo naqsha us ne bandha hai mita duun to sahi

jal-bujhe siine men dil lekin na nikle munh se aah

dar muqaffal kar ke main ghar ko jala duun to sahi

ishq kahta hai ki sar-rishta dil ka mere haath

juun patang ik din kata kar main luta duun to sahi

saath le kar yaar ghairon ko idhar aata to hai

ai ‘nisar’ us se ye rasta main chhuda duun to sahi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

allama-iqbal

Ishq Se Paida Nawa-E-Zindagi Mein Zer-O-Bam

Us Hasin Ka KHayal Hai Dil Mein

Shauq-E-Didar Ne Kya Kya Na Tamasha Dekha

poet

Sunte Hi dil Ho Gaya Us Yar Ka Asrar Mast

ahmad-nadeem-qasmi

Aqide

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet