Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
poet

Rang Le Kar Naya Udasi Ka

  • Ghazal
  • Women Poets
  • Poet: Bilqees Khan
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

rang le kar naya udasi ka

koi manzar bana udasi ka

phir koi dastan chhedi gai

phir bana daera udasi ka

meri ankhon men raqs-e-virani

dekh kar dil phata udasi ka

main ne kamre men jis taraf dekha

naqsh banta gaya udasi ka

mushtamil hai hazar sadiyon par

pal vo thahra hua udasi ka

shervani kharid li us ne

main ne zevar liya udasi ka

More Poems

Ek Ehsas

Tum Se Bhi Baatchit Ho dil Se Bhi Guftugu Rahe

Khel Ka Natija

dil Bhi Aapko Bhul Chuka Hai

Ai Yar Mujh Afsurada-E-Hijran Ko Pahunch Tu

Main Aashiqi Mein Tab Sun Afsana Ho Raha Hun

Hasan Kuza-Gar (1)

Hone Ko Yun To Shahr Mein Apna Makan Tha

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.