• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Nafas Nafas Mein Tera Ehtiram Le Ke Chale

Nafas Nafas Mein Tera Ehtiram Le Ke Chale

poet

nafas nafas men tira ehtiram le ke chale

jahan jahan bhi chale tera naam le ke chale

ruḳh-e-sabih pe lahra.i hain siyah zulfen

tulu-e-sub.h men vo husn-e-sham le ke chale

samajhta kaun baharon ke in isharon ko

vo ek ham the jo mahfil men jaam le ke chale

ba-nam-e-pir-e-mughan tishna-lab rahe barson

ab ek daur hamara bhi naam le ke chale

vufur-e-shauq men apna to ab ye aalam hai

ki dil men yaad tiri lab pe naam le ke chale

qadam qadam pe ‘qamar’ un ki yaad aa.i hai

zahe nasib gham-e-na-tamam le ke chale

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sahar Tak Us pahaDi Ke Aqab Mein Ro Ke Aata Hun

poet

Sangin Nahin Ki Taj-Mahal Marmarin Nahin

ahmad-ameer-pasha

Zakhm Ko Mat Kyun Nahin Karte

Ek Taswir Aankhon Mein Aati Hui Ek Jati Hui

bazm-e-jaan phir nigah-e-tauba-shikan mange hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet