• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mere Tasawwuraat Hain Tahriren Ishq Ki

Mere Tasawwuraat Hain Tahriren Ishq Ki

mere tasavvurat hain tahriren ishq ki

zindani-e-ḳhayal hain zanjiren ishq ki

ta.abir-e-husn hai dil-e-majruh ka lahu

chhinTe paḌe to ban ga.iin tasviren ishq ki

dagh-e-firaq zaḳhm-e-vafa ashk-e-ḳhun-fishan

roz-e-azal se hain yahi jagiren ishq ki

sham-e-ḳhizan ko sub.h-e-baharan bana diya

tartib-e-zist ban ga.iin ta.aziren ishq ki

‘saghar’ jahan-e-shauq men dekhi hai javedan

ahl-e-nazar ke samne tafsiren ishq ki

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Pas-E-Diwar Zindan Zindagi Maujud Rahti Hai

Idhar Ki Aaegi Ek Rau Udhar Ki Aaegi

Jaise Bhi Ye Duniya Hai Jo Kuchh Bhi Zamana Hai

Raat Ko KHwab Ho Gai Din Ko KHayal Ho Gai

Yar Hai Tu Jis Ko Samjha Ghair Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet