• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Shakl Sahra Ki Hamesha Jaani-Pahchani Rahe

Shakl Sahra Ki Hamesha Jaani-Pahchani Rahe

shakl sahra ki hamesha jani-pahchani rahe

mere aage pichhe daa.en baa.en virani rahe

saari samten aa ke jis markaz pe ho jaati hain ek

ḳham usi janib hamesha meri peshani rahe

aage aage main tira parcham liye chalta rahun

arz-e-dil par mere qaa.em teri sultani rahe

raushni ko ho miri aisa koi maḳhaz ata

zarra-e-nachiz men din raat tabani rahe

neza-o-shamshir-o-ḳhanjar ki agar ifrat hai

ḳhuun ki bhi meri rag rag men faravani rahe

meri kashti ko Dubo kar chain se baiThe na tu

ai mire dariya! hamesha tujh men tughyani rahe

ab tajavuz ban gaya ma.amul varna muddaton

apni apni had men shahri aur bayabani rahe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sachchaiyon Ko Bar-Sar-E-Paikar chhoD Kar

Koi to Baat Kijiye Sahab

aamir-suhail

Siskiyon Hichkiyon Aahon Ki Farawani Mein

Bahe Hain Ashk Na Ubhri Hain Siskiyan Meri

Tamiz Apne Mein Ghair Mein Kya Tumhein Jo Apna Na Kar Sake Hum

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet