• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kya dekhta Hai Haal Ke Manzar Idhar Bhi dekh

Kya dekhta Hai Haal Ke Manzar Idhar Bhi dekh

syeda-shan-e-meraj

kya dekhta hai haal ke manzar idhar bhi dekh

maazi ke naqsh yaad ki divar par bhi dekh

dekhe hain mere aib to mera hunar bhi dekh

sauda hai jis men apna ana ka vo sar bhi dekh

le kaam mujh se sakht udanon ka tu magar

pahle miri nigah mire bal-o-par bhi dekh

chehre ke rang-o-nur ko mera hunar samajh

mujh ko miri nazar se kabhi jhank kar bhi dekh

ik baar aur bach ke zamane ki aankh se

huun dekhne ki chiiz to bar-e-digar bhi dekh

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

abdul-aziz-fitrat

Kya Kahin Milta Hai Kya Khwabon Mein

ahmad-nadeem-qasmi

Gunah O Sawab

Kya KHabar Hai Na Mile Phir Koi Shisha Aisa

poet

Lae to Naqd-E-Jaan Sar-E-Bazar Kya Kahen

poet

Jo Dagh Hai Ishq-E-Dil-Nashin Ka Jo Dil-Nashin Hain Dil-E-Hazin Ka

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet