• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Nafas Ke Loch Mein Ram Hi Nahin Kuchh Aur Bhi Hai

Nafas Ke Loch Mein Ram Hi Nahin Kuchh Aur Bhi Hai

sahir-ludhianvi

nafas ke loch men ram hi nahin kuchh aur bhi hai

hayat saghar-e-sam hi nahin kuchh aur bhi hai

tiri nigah mire gham ki pasdar sahi

miri nigah men gham hi nahin kuchh aur bhi hai

miri nadim mohabbat ki rifaton se na gir

buland bam-e-haram hi nahin kuchh aur bhi hai

ye ijtinab hai aks-e-shuur-e-mahbubi

ye ehtiyat-e-sitam hi nahin kuchh aur bhi hai

idhar bhi ek uchatti nazar ki duniya men

farogh-e-mahfil-e-jam hi nahin kuchh aur bhi hai

nae jahan basae hain fikr-e-adam ne

ab is zamin pe iram hi nahin kuchh aur bhi hai

mire shuur ko avara kar diya jis ne

vo marg-e-shadi-o-gham hi nahin kuchh aur bhi hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Aankhon Mein Chubh Rahi Hai Guzarti Ruton Ki Dhup

Kya DhunDne Aae Ho Nazar Mein

akhtar-ul-iman

Urus-Ul-Bilad

zehra-nigaah

Yahan dildar-Begam dafn Hai

poet

Aashiq-E-Gesu-O-Qad Tere Gunahgar Hain Sab

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet