• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Shor Sara Mera Samo Legi

Shor Sara Mera Samo Legi

shor saara mira samo legi

ḳhamushi ek roz bolegi

ik udasi bhi jaan ki dushman hai

baal vahshat bhi apne kholegi

vasl ki yaad ke sahare hi

hijr mera akele ro legi

tere dil ne mujhe pukara hai

kya tu us se bhi jhuuT bolegi

meri qismat men niind hai hi nahin

tera kya hai tu din men so legi

main dobara tujhe milunga nahin

laakh tu dil agar TaTolegi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Baat Kah Kar Hansa Gaya Mujhko

Aur Saqi Pila Abhi Kya Hai

haidar-ali-aatish

Aaina-Khana Karenge dil-E-Nakaam Ko Hum

Basarat Kho Gai Hai Raushni Mein

Wo Dukh Nasib Hue KHud-Kafil Hone Mein

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet