• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Nae kapDe Badal Aur Baal Bana Tere Chahne Wale Aur Bhi Hain

Nae kapDe Badal Aur Baal Bana Tere Chahne Wale Aur Bhi Hain

na.e kapḌe badal aur baal bana tire chahne vaale aur bhi hain

koi chhoḌ gaya ye shahr to kya tire chahne vaale aur bhi hain

ka.i palken hain aur peḌ ka.i mahfuz hai ThanDak jin ki abhi

kahin duur na ja mat ḳhaak uḌa tire chahne vaale aur bhi hain

kahti hai ye shaam ki narm hava phir mahkegi is ghar ki faza

naya kamra saja na.i sham.a jala tire chahne vaale aur bhi hain

ka.i phulon jaise log bhi hain inhi aise-vaise logon men

tu ghairon ke mat naaz uTha tire chahne vaale aur bhi hain

bechain hai kyuun ai ‘nasir’ tu behal hai kis ki ḳhatir tu

palken to uTha chehra to dikha tire chahne vaale aur bhi hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

akbar-allahabadi

Agar dil Waqif-E-Nairangi-E-Tab-E-Sanam Hota

akhtar-hoshiyarpuri

Wo Ratjaga Tha Ki Afsun-e-Khwab Tari Tha

sahir-ludhianvi

Ahl-E-dil Aur Bhi Hain Ahl-E-Wafa Aur Bhi Hain

haidar-ali-aatish

Ghairat-E-Mahr Rashk-E-Mah Ho Tum

Husn Ki Wo Suraten KHwab-E-Pareshan Ho Gain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet