• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Pher Len Aankhen Murawwat Dekhna

Pher Len Aankhen Murawwat Dekhna

pher len ankhen muravvat dekhna

apni ulfat dekhna meri mohabbat dekhna

do hi din men kya se kya tum ho ga.e

aa.ine men apni surat dekhna

DhunDhne par bhi nishan milta nahin

mar miTun ki shan-e-ghurbat dekhna

aah se dar-parda us ko laag hai

aa.ine ki ye kudurat dekhna

daad mahjuri ki phir hai justuju

de na dhoka apni qismat dekhna

tauba karna to bahut asan hai

phir badal ja.egi niyyat dekhna

manzil-e-duniya nahin aram-gah

hai abhi roz-e-qayamat dekhna

kar le o saffak har jaur-o-jafa

rah na jaa.e koi hasrat dekhna

ka.abe se but-ḳhana men aa hi ga.e

khinch laa.i ‘shauq’ qismat dekhna

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Shayad Nae Safar Ki Kahani Likhenge Log

Kuchh KHak Se Hai Kaam Kuchh Is KHak-Dan Se Hai

Tamam Shahr to Be-Mehr Nind so Raha Tha

Nahin Rahoge to Kuchh Nibhana Nahin paDega

Kisi Bhi Kaam Ka Mera Hunar Nahin Na Sahi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet