• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Naddi Ye Jaise Mauj Mein dariya Se Ja Mile

Naddi Ye Jaise Mauj Mein dariya Se Ja Mile

poet

naddi ye jaise mauj men dariya se ja mile

tum se kahin milun main agar rasta mile

milti hai ek saans ki mohlat kabhi kabhi

shayad ye raat bhi tiri subhon se ja mile

jo bhi mila vo apni ana ka asiir tha

insan ko dhundne men gai to khuda mile

is ahd-e-intishar men kya ittifaq hai

dard-o-alam ye ranj-o-malal ek ja mile

dil men zara khulus na mehr-o-vafa ka rang

rasman bahut aziiz bahut aqraba mile

meri shikast men mire kuchh mehrban bhi the

meri safen jo chhod ke dushman se ja mile

us samt se bhi guzre nai rut ka karvan

gharon ke basiyon ko bhi taaza hava mile

‘janan’ ye zindagi ke ajab sanehat hain

kuchh log apne-ap se aksar khafa mile

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ki Is Se Pahle KHizan Ka Shikar Ho Jaun

poet

Hawa Ko Tham Len KHushbu Ka Ehtimam Karen

Kisi Ke Dukh Pe Agar Hum Malal Karte Hain

gulzar

Zikr Hota Hai Jahan Bhi Mere Afsane Ka

Hai Kaun Kis Ki Zat Ke Andar Likhenge Hum

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet