• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Na Sunti Hai Na Kahna Chahti Hai

Na Sunti Hai Na Kahna Chahti Hai

na sunti hai na kahna chahti hai

hava ik raaz rahna chahti hai

na jaane kya sama.i hai ki ab ki

nadi har samt bahna chahti hai

sulagti raah bhi vahshat ne chun li

safar bhi pa-barahna chahti hai

ta.alluq ki ajab divangi hai

ab us ke dukh bhi sahna chahti hai

ujale ki duaon ki chamak bhi

charagh-e-shab men rahna chahti hai

bhanvar men andhiyon men badban men

hava masruf rahna chahti hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Fikr-E-Sud-O-Ziyan Mein Rahta Hun

asrarul-haq-majaz

Meri Wafa Ka Tera Lutf Bhi Jawab Nahin

poet

Kahte Hain Ki Yusuf Ka KHaridar to Lao

Wajud Par Inhisar Maine Nahin Kiya Tha

poet

Kisi Ke Ishq Ka Mara Hua Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet