• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Na-Rasai Ka Chalo Jashn Manaen Hum Log

Na-Rasai Ka Chalo Jashn Manaen Hum Log

rafia-shabnam-abidi

na-rasai ka chalo jashn manaen ham log

shayad is tarah se kuchh khoen to paaen ham log

ret hi ret agar apna muqaddar thahra

kyunki phir ek gharaunda hi banaen ham log

jism ki qaid koi qaid nahin hoti hai

aao sab jhuti haden tod ke jaaen ham log

is badalte hue mausam ka bharosa bhi nahin

giili mitti pe koi naqsh sajaen ham log

rok paenge na lamhat ke mausam ham ko

ek divar zamana to havaen ham log

apne jazbat ke pakiza tahaffuz ke liye

kabhi malbus kabhi garm ridaen ham log

koi suraj na kisi raat ke daman men gira

mangte hi rahe sadiyon se duaen ham log

chand utra nahin ab tak bhi zamin par ‘shabnam’

ek muddat hui dete hain sadaen ham log

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Masaib Mein Paiham Safar Kar Rahi Hun

Kis Hiddat Se Guzre Kaise Phul Hue

poet

Kis Qadar Mujhko Na-Tawani Hai

Kuchh Na Kuchh Silsila Hi Ban Jata

akhtar-ansari

Khwahish-e-Aish Nahin dard-e-Nihani Ki Qasam

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet