• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Mitti

Mitti

akhtar-bastavi

mubarak chiiz hai ne.amat hai miTTi

ki is se aadmi ne jism paaya

bina-e-rizq hai daulat hai miTTi

ki is ne dana-e-gandum ugaya

jahan men bais-e-rahmat hai miTTi

ki insanon ne is se ghar banaya

magar ik din ye miTTi misl-e-azhdar

nigal jaegi ham ko tum ko ‘aḳhtar’

Filed Under: Nazm Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Ho Jis Qadar Ki Tujhse Ai Pur-Jafa Jafa Kar

Bewafa Kahne Se Kya Wo Bewafa Ho Jaega

Main Barash chhoD Chuka aaKHiri Taswir Ke Baad

Nazar KHamosh Hui Arz-E-Na-Tamam Ke Baad

Aankhon Mein Wo Aaen to Hansate Hain Mujhe KHwab

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet