• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Baadal

Baadal

noon-meem-rashid

chhae hue hain chaar taraf para-ha-e-abr

aghosh men liye hue duniya-e-ab-o-rang

mere liye hai un ki garaj men surud-o-chang

paigham-e-imbisat hai mujh ko sada-e-abr

utthi hai halke halke suron men nava-e-abr

aur qatr-ha-e-ab bajate hain jal-tarang

gahraiyon men ruuh ki jaagi hai har umang

dil men utar rahe hain mire naghm-ha-e-abr

muddat se lut chuke the tamanna ke bar-o-barg

chhaya hua tha ruuh pe goya sukut-e-marg

chhoda hai aaj ziist ko khvab-e-jumud ne

un badalon se taaza hui hai hayat phir

mere liye javan hai ye kaenat phir

shadab kar diya hai dil un ke surud ne!

Filed Under: Nazm Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

meer-hasan

Hum Na Hanste Hain Aur Na Rote Hain

Chand Suraj Shafaq Kahkashan KHatm-Shud

Batao Kis Tarah Pahunche Ho Shab Ko Tum Thikane Par

Raat Ko Maine KHwab Ajab Sa Dekha Hai

poet

Sawad-E-Hijr Mein Rakkha Hua Diya Hun Main

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet