• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Pila Saqi Bahaar Aae Na Aae

Pila Saqi Bahaar Aae Na Aae

pila saaqi bahar aa.e na aa.e

ghaTa phir baar baar aa.e na aa.e

tujhe ham dekhne a.enge sau baar

koi divana-var aa.e na aa.e

kahe ja.enge dard-e-dil ham apna

kisi ko e’tibar aa.e na aa.e

vo aa jaa.en idhar khole hue baal

nasim mushk-bar aa.e na aa.e

tumhen aram se sona mubarak

mujhe shab bhar qarar aa.e na aa.e

hava-e-shauq men ab uḌ chale ham

hava-e-ku-e-yar aa.e na aa.e

tire dil men masarrat ke khilen phuul

mire dil men bahar aa.e na aa.e

‘jalil’ ab mai-kashi ka lutf uThao

phir abr-e-nau-bahar aa.e na aa.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Ba-Lab Chuse Hue Kyun Kar Nahin Hain

Be-Bak Na Dekha Koi Qatil Ke Barabar

poet

Sach Ke Izhaar Ka Sheron Ko Bahana Jaana

Tujhko Pane Ke Liye KHud Se Guzar Tak Jaun

bashir-badr

Meri Zaban Pe Nae Zaiqon Ke Phal Likh de

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet