• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / baDi Mushkil Se Ki Thi Yar Himmat Tujhko Khone Ki

baDi Mushkil Se Ki Thi Yar Himmat Tujhko Khone Ki

baḌi mushkil se ki thi yaar himmat tujh ko khone ki

bata kya shart hai teri zara nazdik hone ki

chale aate hain tere gaanv jab ye dil taḌapta hai

zarurat hi nahin paḌti hai mujh ko rone-dhone ki

ḳhushi se sar jhuka leta huun jab ye yaad aata hai

miri maan ne nasihat ki thi mujh ko miTTi hone ki

koi bechaini lahaq hai ki ankhen band bhi kar luun

dava.i leni paḌti hai mujhe kuchh der sone ki

tumhare baad is dil men nahin aaya koi bhi shaḳhs

nahin himmat bachi ‘kamil’ aziyyat aur Dhone ki

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kaisa Dar Ashkon Ki Naql-E-Makani Par

Aag Apne Hi Daman Ki Zara Pahle Bujha Lo

naz-butt

Al-Aman Al-Aman

abdul-wahab-sukhan

Lab-e-Khamosh Se Usne Khush-Amdid Kaha

abbas-tabish

Bahut Be-Kar Mausam Hai Magar Kuchh Kaam Karna Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet