• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Phir Na Kuchh Baqi Nishan Mera Rahe

Phir Na Kuchh Baqi Nishan Mera Rahe

phir na kuchh baaqi nishan mera rahe

kuchh rahe to bas bayan mera rahe

jo jigar se uTh raha hai dam ba dam

ba.ad mere vo dhuan mera rahe

koi charasaz koi gham-gusar

bas ki aisa raz-dan mera rahe

main jiyun jitna jiyun sab ke liye

zindagi ka yuun ziyan mera rahe

abiyari main lahu se kar raha

bin ḳhizan ke gulistan mera rahe

tum siva.e maan ke ghar ke le lo sab

bas vo TuuTa sa makan mera rahe

ye bhi mumkin ho sake ‘hasrat’ bhala

taron ke bin asman mera rahe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Sawad-E-Hijr Mein Rakkha Hua Diya Hun Main

poet

Mah-Ru Yan Hazar Ko dekha

Tere Dar Se uThe Gham uThate Rahe

abdullah-kamal

Wo Nishana Bhi Khata Jata To Behtar Hota

poet

Ba-Nam-E-Ishq Gham-E-Motabar Zaruri Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet