• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Na Rahe Nama O Paigham Ke Lane Wale

Na Rahe Nama O Paigham Ke Lane Wale

mirza-raza-barq

na rahe naama o paigham ke laane vaale

khaak ke niche gae arsh ke jaane vaale

kishvar-e-ishq ki rasmen ajab ulti dekhin

saltanat karte hain sab dil ke churane vaale

munimo alam-e-duniya hai sara-e-ibrat

jaenge su-e-adam khalq men aane vaale

boriya saath na jaega na takht-e-sultan

sab barabar hain bashar khalq se jaane vaale

koi baaqi na raha hai na rahega koi

be-nishan ho gae sab shaan dikhane vaale

na sikandar hai na daara hai na qaisar hai na jam

be-mahal khaak men hain qasr banane vaale

apne ashar ka ai ‘barq’ na kyuun shohra ho

saath hain tair-e-mazmun ke udane vaale

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dil Mera luT Gaya Wo baDi Tauqir Ke Sath

Hai Kitni KHud-Gharaz Makkar Duniya Humne Dekha Hai

rehana-roohi

Kisi Ki Chashm-E-Gurezan Mein Jal Bujhe Hum Log

Sab Ke Chehron Pe Jab KHushi Hogi

Kaam Is Dil Ki Tabahi Se Liya Kya Jae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet