• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / dil Zulf-E-Butan Mein Hai Giraftar Hamara

dil Zulf-E-Butan Mein Hai Giraftar Hamara

poet

dil zulf-e-butan men hai giraftar hamara

is daam se hai chhutna dushvar hamara

bazar-e-jahan men hain ajab jins-e-zabun ham

koi nahin ai vaae kharidar hamara

thi davar-e-mahshar se tavaqqo so tujhe dekh

vo bhi na hua haae taraf-dar hamara

kyunkar na dam-e-sard bharen ham ki har ik se

milta hai bahut garm kuchh ab yaar hamara

tujh bin use ye samjhen ki hai shola-e-dozakh

gar ho gul-e-jannat gul-e-dastar hamara

‘rasikh’ ye pas-e-marg bhi hamrah rahega

hai yaar ka gham yar-e-vafadar hamara

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

KHamosh Zaban Se Jab Taqrir Nikalti Hai

Siwae Rahmat-E-Rab Kuchh Nahin Hai

ismail-merathi

Rawish-E-Sada-Bayani Meri

poet

Meri KHwahish Na Sahi Tera Irada Hai Zarur

Hafiz Shirazi

dildar Gufta Kisti Guftam dua-Go-e-Shuma

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet