• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Na Pure Hue Ba-Khuda Bechte Hain

Na Pure Hue Ba-Khuda Bechte Hain

maryam-naz

na puure hue ba-khuda bechte hain

yuun khvab-o-khayalon ko ja bechte hain

nahin koi mukhlis zamane men varna

ata bechte the rida bechte hain

tabibon ki saari hai apni kahani

vafa bechte hain shifa bechte hain

chalo tum bhi ham se ye vaada karo ab

qasam kha ke saari ana bechte hain

ye ahl-e-zamana kahan jante hain

dilon men sulagti sada bechte hain

hue hain vo ham se parae ki aise

laga ke gira phir qaba bechte hain

sitam pe sitam vo kiye ja rahe hain

laga ke vo zakhm ab dava bechte hain

nahin hoti un se koi baat bhi to

ye ankhon ke andhe dua bechte hain

bhare mal-o-daulat se kamre hain khali

havas ke pujari kala bechte hain

mukammal ho tera funun-e-safar ye

haan saghar se kah do dua bechte hain

jo dekha andhera to rahon men ‘mariyam’

amavas ki shab men ziya bechte hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

allama-iqbal

March 1907

ahmad-sagheer-siddiqui

Ek Jism Hain Ki Sar Se Juda Hone Wale Hain

abdul-hamid-adam

Hashr Tak Bhi Agar Sadaen den

Aaghaz-E-Mohabbat Mein Barson Yun Zabt Se Humne Kaam Liya

sarwat-zehra

Khala Mein Ludhakti Zamin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet