• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ufuq Se Aag Utar Aai Hai Mere Ghar Bhi

Ufuq Se Aag Utar Aai Hai Mere Ghar Bhi

ufuq se aag utar aa.i hai mire ghar bhi

shikast hote hain kya shahar apne andar bhi

ye ab-o-tab isi marhale pe ḳhatm nahin

koi charagh hai is aa.ine se bahar bhi

ḳhamir jis ne uThaya hai ḳhaak se mera

usi ne ḳhvab se khincha hai mera jauhar bhi

main DhunD lunga koi rasta palaTne ka

jo band hoga kabhi mujh pe aap ka dar bhi

kisi ke aks-e-munavvar ki chhuT se hai dang

to mere dam se hai ye a.ina mukaddar bhi

ye saill-e-shab hi nahin mere vaste jaari

ravan hai mere liye sub.h ka samundar bhi

dahakne vaale faqat phuul hi na the ‘sajid’

khile hue the inhi kyariyon men aḳhgar bhi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hum Samajhte Hain Jise Apna Jahan Kuchh Aur Hai

parveen-shakir

Masala

Jab Un Se Dosti Na Rahi Dushmani Rahi

Jab Har Nazar Ho KHud Hi Tajalli-Numa-E-Gham

Hijr-Mausam Tha Satati Rahi Tanhai Hamein

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet