• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Na Puchho Aql Ki Charbi chaDhi Hai Uski boTi Par

Na Puchho Aql Ki Charbi chaDhi Hai Uski boTi Par

na puchho aql ki charbi chaḌhi hai us ki boTi par

kisi shai ka asar hota nahin kam-baḳht moTi par

kafan se dusron ke jo silate hain libas apna

vo jazbe hans rahe hain ishq-e-sada ki langoTi par

yahi aish ek din ahl-e-havas ka ḳhuun chaTega

abhi kuchh din laga rakkhen vo is kutte ko roTi par

na jaane kaise nazuk taar ko mizrab ne chheḌa

ki vajd aḳhir unhen bhi aa gaya nocha kasauTi par

mohabbat kuchh baḌi hai umr men aur hai havas chhoTi

magar dil hai ki hai sau jaan se lahlut chhoTi par

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

jigar-moradabadi

Mohabbat Sulh Bhi Paikar Bhi Hai

Dur Kya Shama Kabhi Rahti Hai Parwane Se

Humne Pai Lazzat-E-Didar Lekin Dur Se

Har Bure Waqt Mein Kaam Aaya Tha

Main Ghazal Ka Harf-E-Imkan Masnawi Ka KHwab Hun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet