• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Na Pher Yun Nigah Tu Karam Zara Sa Rahne De

Na Pher Yun Nigah Tu Karam Zara Sa Rahne De

na pher yuun nigah tu karam zara sa rahne de

hamara rishta hai abhi bharam zara sa rahne de

bichhaḌne ki vajah thi kya ye bhuul jaate hain magar

jo us ke saath hai juḌa vo gham zara sa rahne de

teri ḳhushi ke vaste main sau sau baar mar-miTun

to is junun-e-ishq ko sanam zara sa rahne de

tu ja raha hai chhoḌ ke to ja ye hai ḳhushi teri

magar meri in ankhon ko tu nam zara sa rahne de

akela-pan ye ḳhali ghar ye sofa mez yaden ḳhat

hai in se naata aaj bhi bharam zara sa rahne de

karam baḌa ho ye tira jo meri jholi tu bhare

ye rukha-pan ye ruThna sitam zara sa rahne de

yaqin hai phir milenge ham kahin kisi jahan men

baḌa hi pyara ḳhvab hai sanam zara sa rahne de

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hum Apne Ishq Ki Babat Kuchh Ehtimal Mein Hain

agha-shayar-qazalbash

Na Nikla Munh Se Kuchh Nikli Na Kuchh Bhi Qalb-e-Muztar Ki

Jise Dekha Tera Joya Hai Pyare

Yaad Kya Dast-E-Hunar Hai Ki Sanwarta Gaya Main

Ba-Rah-E-Rast Nahin Phir Bhi Rabta Sa Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet