• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kisi Ki Yaad Rulae To Kya Kiya Jae

Kisi Ki Yaad Rulae To Kya Kiya Jae

afzal-allahabadi

kisi ki yaad rulae to kya kiya jaae

shab-e-firaq satae to kya kiya jaae

jo rafta rafta gham-e-intizar ki dimak

mire vajud ko khaae to kya kiya jaae

shab-e-firaq ho ya ho visal ka mausam

ye dil sukun na paae to kya kiya jaae

dikha ke chand sa chehra vo husn ka paikar

asiir apna banae to kya kiya jaae

sharab-noshi se main duur bhagta huun magar

koi nazar se bhulae to kya kiya jaae

mire ilaaj ko kitne tabib aae magar

dava bhi dard badhae to kya kiya jaae

sukun milta hai jis ki nigah se ‘afzal’

vahi nigah churae to kya kiya jaae

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kitni Hi Be-Zarar Sahi Teri KHarabiyan

Dar-E-Imkan Se Guzar Kar Sar-E-Manzar Aa Kar

Ab Yahan Koi Nahin Pahle Yahan Tha Koi

Jo Dard-E-Jigar Mein Kami Ho to Jaanun

aftab-shamsi

Nurse

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet