• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Na Paya Khoj Barson Naqsh-E-Pa-E-Raftagan dhundhe

Na Paya Khoj Barson Naqsh-E-Pa-E-Raftagan dhundhe

poet

na paaya khoj barson naqsh-e-pa-e-raftagan dhundhe

na ho mumkin pata jin ka unhen koi kahan dhundhe

talash is tarah bazm-e-aish men hai be-nishanon ki

koi kapde men jaise zakhm-e-sozan ka nishan dhundhe

ham us ke zikr hi se khush kiya karte hain dil apna

sahara jaise tinke ka ghariq-e-nim-jan dhundhe

kidhar ko ruuth kar jaata raha ahd-e-shabab apna

na paaya is musafir ko hazaron karvan dhundhe

uthana ho subuk aadam pe jab bar-e-amanat ka

kahan se phir koi is ke liye bar-e-giran dhundhe

girah sanson men daali hai ‘havas’ ifrat-e-girya ne

na ah-e-na-tavan aane ko lab tak nardban dhundhe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Zinda Aankhon Mein Be-Hisi Raushan

Sufi

Ai Shauq-e-dil Bhi Ek Muamma Ajib Hai

Tere Lahje Ka Teri Baat Ka Aaina Hai

dagh-dehlvi

Le Chala Jaan Meri Ruth Ke Jaana Tera

simaT simaT Si Gai Thi Zamin Kidhar Jata

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet