• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Na Mil Saka Kahin DhunDe Se Bhi Nishan Mera

Na Mil Saka Kahin DhunDe Se Bhi Nishan Mera

na mil saka kahin DhunDe se bhi nishan mira

tamam raat bhaTakta raha kisan mira

main ghar basa ke samundar ke biich soya tha

uTha to aag ki lapTon men tha makan mira

junun na kahiye ise ḳhud-aziyyati kahiye

badan tamam hua hai lahu-luhan mira

hava.en gard ki surat uḌa rahi hain mujhe

na ab zamin hi miri hai na asaman mira

dhamak kahin ho larazti hain khiḌkiyan meri

ghaTa kahin ho Tapakta hai sa.eban mira

musibaton ke bhanvar men pukarte hain mujhe

ajiib dost hain lete hain imtihan mira

kise ḳhutut likhun hal-e-dil suna.un kise

na koi harf-e-shanasa na ham-zaban mira

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

abrar-azmi

Bahut Tazkira dastanon Mein Tha

hatim-ali-mehr

Warid Koh-E-Bayaban Jab Mein diwana Hua

Faisla Hijr Ka Manzur Bhi Ho Sakta Hai

Maal-E-Gardish-E-Lail-O-Nahaar Kuchh Bhi Nahin

ajmal-siraj

Hum Apne-Ap Mein Rahte Hain dam Mein dam Jaise

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet