• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Na Main Wo Raha Kya Se Kya Ho Gaya

Na Main Wo Raha Kya Se Kya Ho Gaya

na main vo raha kya se kya ho gaya

kya mile tum mujhe main ḳhuda ho gaya

vaqt kaaTe na kaTta tha kal tak mira

dil hai masruf jab se fida ho gaya

ik tira naam hi bas mujhe yaad hai

aj-kal ye mira falsafa ho gaya

har kisi ki zaban pe hai charche mire

maano aḳhbar main aaj ka ho gaya

us ke dar pe shab-o-roz ja baiThna

kaam ham se yahi ik baḌa ho gaya

na mile aise sha.ir zamane hue

ek ‘ghalib’ tha main dusra ho gaya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Mahka Hai zaKHm zaKHm Hawaen Hain Manchali

poet

Majbur-E-Iltifat Bhi Honge Jafa Ke Baad

Teri Dastak Ki Aas Darwaze

Wo Dil Bhi Jalate Hain Rakh Dete Hain Marham Bhi

safiya-shamim

Recyclebin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet