• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Main Naqsh-Ha-E-KHun-E-Wafa chhoD Jaunga

Main Naqsh-Ha-E-KHun-E-Wafa chhoD Jaunga

main naqsh-ha-e-ḳhun-e-vafa chhoḌ ja.unga

ya.ani ki raz-e-rang-e-hina chhoḌ ja.unga

tu aane vaale kal ke liye kyuun hai fikrmand

tere liye main apni dua chhoḌ ja.unga

tere ḳhilaf koi na khole kabhi zaban

teri nigah men vo nasha chhoḌ ja.unga

aa ja.iyega shauq se be bechain jab ho dil

darvaza apne ghar ka khula chhoḌ ja.unga

ruḳhsar-o-lab ki teri na kam hongi raunaqen

main har ghazal men zikr tira chhoḌ ja.unga

a.ine de sakenge na tujh ko kabhi fareb

teri jabin pe tera pata chhoḌ ja.unga

ik ḳhaas chiiz chhoḌunga sab ke liye ‘alim’

pahle se kyuun bata.un ki kya chhoḌ ja.unga

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

riyaz-khairabadi

dard Ho To dawa Kare Koi

Wo Aksar Baaton Baaton Mein Aghyar Se Puchha Karte Hain

Nit-Nae Naqsh Se Baatin Ko Sajata Hua Main

miyan-dad-khan-sayyah

Hai dil Ko Is Tarah Se Mere Yar Ki Talash

Teri Jaanib Se Dil Mein Waswase Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet