• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Na Koi Shab Badalti Hai Na Koi Din Badalta Hai

Na Koi Shab Badalti Hai Na Koi Din Badalta Hai

na koi shab badalti hai na koi din badalta hai

lahu zulmat men jab bole naya suraj nikalta hai

koi dasht-e-bala ho ya koi bhi reg-e-sahra ho

jahan ham eḌiyan ragḌen vahan chashma ubalta hai

guman ka zahr piite ho yaqin ka shahd bhi chakkho

isi ke za.iqe se maut ka nashsha badalta hai

usi ke saath chalta hai koi ummid ka jugnu

ki jis ke dil men bhi koi charagh-e-ishq jalta hai

ye manzar barha dekha ki har ik vaqt ka jabir

lahu ki raushni men aa ke apni aankh malta hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Tu Ne Jo Harakat Dil-E-Nadan Ki

Main Kab Rahin-E-Reg-E-Bayaban-E-Yas Tha

Aawara Hun Rain-Basera Koi Nahin Mera

poet

Na Talafiyan Hi Mangen Na Wafa Na Pyar Mangen

Hazar Ham-Safaron Mein Safar Akela Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet