• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Na Jaane Kaisi Mahrumi Pas-E-Raftar Chalti Hai

Na Jaane Kaisi Mahrumi Pas-E-Raftar Chalti Hai

na jaane kaisi mahrumi pas-e-raftar chalti hai

hamesha mere aage aage ik divar chalti hai

vo ik hairat ki main jis ka ta.aqub roz karta huun

vo ik vahshat mire hamrah jo har baar chalti hai

nikal kar mujh se bahar lauT aati hai miri janib

miri divangi ab surat-e-parkar chalti hai

ajab andaz-e-ham-safari hai ye bhi qafile vaalo

hamare darmiyan ik ahani divar chalti hai

ghazal kahna bhi ab ik kar-e-be-masraf sa lagta hai

naya kuchh bhi nahin hota bas ik takrar chalti hai

‘nabil’ is ishq men tum jiit bhi jaao to kya hoga

ye aisi jiit hai pahlu men jis ke haar chalti hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

gulzar

Kanch Ke Pichhe Chand Bhi Tha Aur Kanch Ke Upar Kai Bhi

poet

Tu Hi Insaf Se Kah Jis Ka Khafa Yar Rahe

poet

Jab Hue Tum Chaman Mein Aan Khade

sahir-ludhianvi

Maine Shayad Tumhein Pahle Bhi Kahen dekha Hai

Shikast-E-Shisha-E-Dil Ki Sada Hun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet