• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Girah Jo Kaam Mein dale Hai Panja-E-Taqdir

Girah Jo Kaam Mein dale Hai Panja-E-Taqdir

poet

girah jo kaam men daale hai panja-e-taqdir

majal kya ki khule vo ba-nakhun-e-tadbir

dila tadaph ke tu nikla pade hai siine se

ye ghar ujaad na ai ghar base pakad tuk dhiir

shab-e-firaq men janan ki main raha jiita

ki sakht-jan hai mujh ko hijab daman-gir

lab us ke dekho to hai zulm-o-khun khuri ki dalil

siyah misi pe nahin surkh paan ki tahrir

ye phenk tir-e-nigah ji se maar dalen hain

batao kar sake be-jan sitam ki kya taqrir

tuk aankh utha ke jo dekha nazar se de patka

na thi ye ‘azfari’ itni gunah ki taazir

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Wahi Na Milne Ka Gham Aur Wahi Gila Hoga

poet

Hain Jaane-Bujhe Yar Ham, Hum Sath An-Jaani Na Kar

yasmeen-hameed

Ata-E-Abr Se Inkar Karna Chahiye Tha

Jo Kuchh Bhi Hai Nazar Mein so Wahm-E-Numud Hai

Ghamon Ne Is Tarah Ghera Kabhi Nahin Hoga

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet