• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Na Jaane Aaj Kyon Un Ke Labon Par Mera Nam Aaya

Na Jaane Aaj Kyon Un Ke Labon Par Mera Nam Aaya

na jaane aaj kyon un ke labon par mera naam aaya

ye kaisa inqalab aaya salam aaya payam aaya

miri ḳhamoshiyan unvan bani hain kitne qisson ka

zaban ab kholna hogi ajab mushkil maqam aaya

jala.in ḳhud hi sham.en main ne aur ḳhud hi bujha Dalin

kabhi jab yaad mujh ko mera ḳhvab-e-na-tamam aaya

bigaḌe kaam duniya ke chala aflak sar karne

bashar ke sar men baiThe baiThe kya sauda-e-ḳham aaya

javani kahte hain laghzish hai lekin ma.arifat bhi hai

ka.i rahen nikalti hain jahan se vo maqam aaya

aziz-o-aqriba jitne the sab ishrat ke sathi the

bura jab vaqt aaya ‘tahira’ koi na kaam aaya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

gulzar

Boski

Bajae Ham-Safri Itna Rabta Hai Bahut

Kisi Qismat Mein Ek Ghar Nikla

poet

Dosti Uski Dushmani Hi Sahi

Sitara TuT Ke Bikhra Aur Ek Jahan Khula

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet