• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Na Is Tarah Koi Aaya Hai Aur Na Aata Hai

Na Is Tarah Koi Aaya Hai Aur Na Aata Hai

saleem-kausar

na is tarah koi aaya hai aur na aata hai

magar vo hai ki musalsal diye jalata hai

kabhi safar kabhi rakht-e-safar ganvata hai

phir is ke baad koi rasta banata hai

ye log ishq men sachche nahin hain varna hijr

na ibtida na kahin intiha men aata hai

ye kaun hai jo dikhai nahin diya ab tak

aur ek umr se apni taraf bulata hai

vo kaun tha main jise raste men chhod aaya

ye kaun hai jo mire saath saath aata hai

vahi tasalsul-e-auqat tod dega ki jo

dar-e-ufuq pe shab-o-roz ko milata hai

jo asman se raten utarta hai ‘salim’

vahi zamin se kabhi aftab uthata hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Nizam-E-Shams-O-Qamar Kitne Dast-E-KHak Mein Hain

Dekhen Kitne Chahne Wale Niklenge

Tha Band Wo Dar Phir Bhi Main Sau Bar Gaya Tha

KHWAJA GHULAM FARID

Har Surat Wichch didar dithum

Hamari Jaan Tum Aisa Karogi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet