• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mashwara Kis Ne Diya Tha Ki Masihai Kar

Mashwara Kis Ne Diya Tha Ki Masihai Kar

mashvara kis ne diya tha ki masiha.i kar

zaḳhm khane hain to logon se shanasa.i kar

jeb ḳhali hai to kya dil se dua.en denge

ham se durveshon ki nadan pazira.i kar

phir nazar aa.egi asan ye duniya tujh ko

aankh se dekh magar dil ko tamasha.i kar

ghar men mumkin hai magar dil men na divar uTha

faisla soch-samajh kar ye mere bhaa.i kar

duudh ka duudh bhi aur paani ka paani hoga

ru-ba-ru baiTh ke baten kabhi harja.i kar

kaun deta hai yahan dad-e-suḳhan ab ‘faruq’

kyuun jalata hai lahu qafiya-paima.i kar

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sahme Sahme Chalte Phirte Lashe Jaise Log

hatim-ali-mehr

Ajab Hai Mehr Se Us Shokh Ki Visal Ka Waqt

poet

diwana Mujh Sa Kab Jita Hai Kyun Tadbir Karte Hain

farah-iqbal

Wo Mere Bare Mein Aise Bhi Sochta Kab Tha

Rawan in Paniyon Par Bulbule Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet