• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Na Iltimas-O-Guzarish Na Iltija Koi

Na Iltimas-O-Guzarish Na Iltija Koi

na iltimas-o-guzarish na iltija koi

na koi harf-e-dua hai na mudda.a koi

koi shikayat-o-shikva bhi hai to ḳhud se hai

fareb-e-vaqt se hargiz nahin gila koi

main is yaqin ko kaise guman shumar karun

abhi talak to mire saath saath tha koi

vo meri ruuh men ehsas-e-lams chhoḌ gaya

kuchh itne paas se ho kar guzar gaya koi

bas ek kashti talatum ki zad men aane do

ye naḳhuda bhi pukarenge hai ḳhuda koi

ye vaqi.a bhi ajab hai ki ḳhatm-e-nur ke ba.ad

dhuan pukarta hai bujh gaya diya koi

unhen bhi tark-e-marasim se ik zarar pahuncha

ki chaah kar bhi na de paa.e gham naya koi

vo ek duur ki avaz sab pe chha.i rahi

bahut qarib se deta raha sada koi

fasil-e-zabt pe rakkha hua charagh huun main

bujha na pa.egi hargiz mujhe hava koi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

talKHi-E-Haalat-E-Dauran Ka Bayan Hai Zindagi

firaq-gorakhpuri

Judai

poet

Ab Ki Chaman Mein Gul Ka Ne Nam O Ne Nishan Hai

abdul-ahad-saaz

Zarf

KHasta Shikasta Jism Mein dhaDkan Liye Hue

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet