• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Subu Mein Aks-E-ruKH-E-Mahtab Dekhte Hain

Subu Mein Aks-E-ruKH-E-Mahtab Dekhte Hain

subu men aks-e-ruḳh-e-mahtab dekhte hain

sharab piite nahin ham sharab dekhte hain

kisi bhi taur uThe par tiri nigah uThe

jala ke ghar tujhe ḳhana-ḳharab dekhte hain

use na dekh sakenge ai kaash inhen dekhen

vo kaun hain jo ise be-naqab dekhte hain

hamare chehre pe likkha gaya fasana-e-vaqt

ham a.ina nahin takte kitab dekhte hain

vo hai hi la.iq-e-sajda so ham ne sajda kiya

vo aur hain jo azaab o savab dekhte hain

havas na jaan tujhe chhu ke dekhna ye hai

tujhe hi dekh rahe hain ki ḳhvab dekhte hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Mera Hi KHauf Har Ek moD Par Mile Hai Mujhe

Na Sirf Dil Hi Gaya Dil Ka Muddaa Bhi Gaya

Zat Ke Gard Fasilen Hain Riyazat Malum

Ab Tak Mujhe Na Koi Mera Raaz-Dan Mila

Maine Mana Ki Mulaqat Nahin Ho Sakti

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet