• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Na Ham-Ahang-E-Masiha Na Harif-E-Jibril

Na Ham-Ahang-E-Masiha Na Harif-E-Jibril

asrarul-haq-majaz

na ham-ahang-e-masiha na harif-e-jibril

tera shair ki hai zindani-e-gesu-e-jamil

kis ki ankhon men ye ghaltan hai javani ki sharab

khol di aah ye kis ne mai-e-gul-gun ki sabil

kis taraf jaae kahan jaae bata do koi

zulf-e-pur-kham ka giraftar nigahon ka qatil

alam-e-yas men kya chiiz hai ik saghar-e-mai

dasht-e-zulmat men jis tarah khizr ki qindil

kitni dushvar hai piran-e-haram ki manzil

is taraf fitna-e-iblis udhar rabb-e-jalil

uf ye tufan-e-nashat aur miri tab-e-hazin

aah ye yurish-e-naz aur main majruh o aliil

aah vo hosh ka aalam vo ghamon ka tufan

uf ye masti ki hai phir hosh men aane ki dalil

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

muneer-niyazi

Khumar-E-Shab Mein Use Main Salam Kar Baitha

aleena-itrat

Sare Mausam Badal Gae Shayad

akhtar-bastavi

Pani

poet

Umr Aakhir Hai Junun Kar Lun Bahaaran Phir Kahan

poet

Fughan-E-Nim-Shabi Mein Koi Asar De De

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet