• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mai-Khana-e-Hasti Mein Aksar Hum Apna Thikana Bhul Gae

Mai-Khana-e-Hasti Mein Aksar Hum Apna Thikana Bhul Gae

abdul-hamid-adam

mai-khana-e-hasti men aksar ham apna thikana bhuul gae

ya hosh men jaana bhuul gae ya hosh men aana bhuul gae

asbab to ban hi jaate hain taqdir ki zid ko kya kahiye

ik jaam to pahuncha tha ham tak ham jaam uthana bhuul gae

aae the bikhere zulfon ko ik roz hamare marqad par

do ashk to tapke ankhon se do phuul chadhana bhuul gae

chaha tha ki un ki ankhon se kuchh rang-e-baharan le liije

taqrib to achchhi thi lekin do aankh milana bhuul gae

maalum nahin aine men chupke se hansa tha kaun ‘adam’

ham jaam uthana bhuul gae vo saaz bajana bhuul gae

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ye Umr Guzri Hai Itne Sitam uThane Mein

afzal-naved

Mai Se Wo Jam-e-Jism Hai Jab Se Bhara Hua

ahmad-faraz

Kar Gae Kuch Kahan

munshi-naubat-rai-nazar-lakhnavi

Pas-E-Tauba Hadis-E-Mutrib-O-Paimana Kahte Hain

muneer-niyazi

Imtihan Humne diye Is dar-E-Fani Mein Bahut

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet