• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mere Alfaz Mein Asar Rakh De

Mere Alfaz Mein Asar Rakh De

mere alfaz men asar rakh de

sipiyan hain to phir guhar rakh de

be-ḳhabar ki kahin ḳhabar rakh de

hasil-e-zahmat-e-safar rakh de

manzilen bhar de aankh men us ki

us ke pairon men phir safar rakh de

chand-lamhe koi to susta le

raah men ek do shajar rakh de

gar shajar men samar nahin mumkin

us men saaya hi shaḳh-bhar rakh de

kal ke aḳhbar men tu jhuTi hi

ek to achchhi si ḳhabar rakh de

tu akela hai band hai kamra

ab to chehra utaar kar rakh de

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sahil Ki Ret Chand Ke Munh Par Na Daliye

komal-joya

Ai Rasm-E-Baghawat Ke Giraftar Sipahi

Harf Raushan the Numayan Dard Ki Tahrir Thi

Nahin Ki KHwab-E-Pareshan Ki Tasalli Hui

Na Qahqaha Na Tabassum Na Ashk Paiham Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet