• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Na Gul Mein Na Ab Gulsitan Hi Mein dhundo

Na Gul Mein Na Ab Gulsitan Hi Mein dhundo

najma-shaheen-khosa

na gul men na ab gulsitan hi men dhundo

mohabbat ko bas astan hi men dhundo

nishani mohabbat ki tum ko milegi

kisi ek dhundle nishan hi men dhundo

pata shahr-e-dil ki baharon ka ab tum

kahin bam-o-dar ki khizan hi men dhundo

agar dhundhna hai vajud apna tum ko

kisi dil ke ujde makan hi men dhundo

milegi andhere men ujli kiran bhi

use soch ki kahkashan hi men dhundo

vafa ki kahani men dhundo mujhe tum

kabhi hijr ki dastan hi men dhundo

ho jis par yaqin tum ko ‘shahin’ azal se

use apne vahm-o-guman hi men dhundo

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Amal Kuchh Aisa Kiya Adu Ne Ki Ishq Baham Laga Chhudaya

Jis Ne Rakkha Hai Hamesha Nafraton Ke Darmiyan

Is Tarah TuT Kar Gira Pani

koThe ujaD khiDkiyan Chup Raste Udas

poet

Aate Aate Tarf Mere Mud Ke Phir Kidhar Chale

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet