• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Na Bim-E-Gham Hai Ne Shadi Ki Hum Ummid Karte Hain

Na Bim-E-Gham Hai Ne Shadi Ki Hum Ummid Karte Hain

poet

na bim-e-gham hai ne shadi ki ham ummid karte hain

qalandar hain jo pesh aa jaa.e sab kuchh diid karte hain

kahan ka gharra-e-shavval kaisa ashra zi-hijja

hamen haath aa.e mai jis din ham us din iid karte hain

mizaj-e-ḳhas hai ahl-e-ishq ka jalne ke aalam men

jalata hai jo in ko us ki ye ta.id karte hain

irada to na tha apna bhi jaane ka tire ghar se

pa kya kiije ki baḳht-e-vazhgun takid karte hain

ye kaasa sar tale rakkhe jo mai-ḳhanon men sote hain

jise chahen use ik jaam men jamshed karte hain

jinhen kuchh silsile men ishq ke tahqiq hasil hai

vo kab majnun se har gumrah ki taqlid karte hain

na jaane kahiye kis qalib men ‘qa.em’ dard-e-dil us se

nahin banti zaban se dil men jo tamhid karte hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Phenke Hue Be-Kar Khilaune Ki Tarah Hun

Gila Nahin Jo Wo Begana-War Guzre Hain

akhtar-muslimi

Nale Mere Jab Tak Mere Kaam Aate Rahenge

parveen-shakir

dhup Sat Rangon Mein Phailti Hai Aankhon Par

Banae Zehn Parindon Ki Ye Qatar Mera

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet